Khwaab me kissi ka intiqaal dekhna

· 14 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri ammi dophair ku soi unhn ne khwaab me daikha the mere bhai ko fout hoa daikha. Please hume bata dain yeh such na ho. Please is ki tabeer bata dain or kia khwaab din me daikho such hte hn.

Answer

Khabi khwaab me kissie ka intiqaal dekhna us aadmi ke kissi jaga safar karne ki taraf ishaara he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.