Sirf Muhammad naam rakhna

· 14 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaamourduname

Question

Kia khali Muhammad naam rakha ja skta hy? Is may koi gustakhi ka ehtamal to nahi? Jesy is naam k bachay ko ghussay may agr koi nazaiba lafz keh dia jye ya agar Muhammad naam rakhna hy to sath may koi or nam b laga lain. Log aksar ghussay may kisi naam ki parwa kiay baghair gali b nikal dety hen ya osay bigar k boltay hn. Agr bachay k liay mannat maan li jye k es ka nam Muhammad hoga to sath may koi or lafz b laga lain?

Answer

Rakh sakte he lekin agar usku daantne ki zuroorat ho, to us ku bete kehkar daanto. Muhammad ka naam lekar ne daanto.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.