Quraan ka sawaab ek dam dena ya rozana

· 14 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliqurdureciting the qur'anrewardesaal-e-sawaab

Question

Quran pura padh kr bakhshna behtar hai ya roz 1 sipara pdh kr?

Answer

Agar kooi eik sipaara rozaana parhe aur us ka sawaab mayyit ku phonchaaye tees roz tak (eik poore Quran ka sawaab), aur doosri taraf kooi eik din me eik poora Quran parh kar aur mayyit ku us ka sawaab phoonchade, to ye doosri soorat behter hogi kyoonke mayyit ku poore Quran ka sawaab eik dam mila.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.