Khwaab ki ta'beer
Question
Janaab mere fiance abroad gaye huye he. Wo wahan bohat preshan haal he. Wo aur mai chahte he ke wo ghar wapis aa jaye par unki family nahi chah rahi h. Unhone khawab dekha hai ke wo abroad se aa gye hai aur unke abbu unse naraz he aur gaali de rahe he aur unki ammi kapde dhul rhi washing machine ke pani se unke joote fat gye hai. Khawab ki tabeer btayein.
Answer
Nikaah se pehle tamaam qism ka ta'alluq rakhna ajnabi na mahram mard se haraam he. Aap Allah Ta'ala se is ghunna se taubah kare aur azam kare ke aainda aap ye ghunna nahi karenge. Agar aap is ta'alluq ku halaal karna chaahti, to nikaah karle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.