Rishta ke lia wazifa
Question
Mujhe ayk aisa wazifa dejiye jis se mera piyar mujhe se be inteha piyar kare aur mere liye rishta le aaye. Please meri madad karo. Mujhe ek wazifa do.
Answer
Allah Ta'ala ki taraf rujoo kare aur ghunaa ku chor de. Namaz ke b'ad Allah Ta'ala se thori der ke lie taubah kare aur duaa kare ke Allah Ta'ala aap ku neik aur munaasib rishta naseeb farmaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.