Kisi ko janaabat ki haalat me milna
Question
Mery parents aj umrah pr gye hain subha main main ny unsy galy mil lya jub main janabat ki halat main thi yani main paak nhi thi main us wuqt mna kr nhi ski ab mjhy bht bura feel horaha hai braye mehrbani meri rehnumai kijye k main kya kroon bht maafi bhi mang rhi hun Allah se.
Answer
Ye gunah ki baat nahi. Khwa ma khwa is tarah pachtane ki dharoorat nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.