Namaaz ka fidya kitna dena
Question
Koi shadeed beemari aur ghundagi ki wajah se namaz na parh payi aur us ka intikaal ho jaye tu us ki namaaz ka fidya kitna dena hoga. Matlb kis hisaab se dena ho ga?
Answer
Har namaaz ka fidyah ba qadr sadaqatul fitr he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.