Khwaab ki ta'beer

· 23 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamrain

Question

I have seen dream that ma jaha ra hooo rasta ma hawa chalnay lagi aur barish ka katra aha ra phr jab ma main road ma aya tu barish teeze hogai aur ma taxi ka wait kar raha too lakin koi aha nae re tu ek phathan us ki shop ti wo mera sath baaatien.meri location deer sa hai aur 500 ka change dae re the.

Answer

Baarish se muraad Allah Ta'ala ka rahmat he. Allah Ta'ala aap ke oopar apni rahmate khaasa barsaaye aur aap ku halaal kamaayi naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.