Khwaab ki ta'beer

· 23 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine 1 khawab me dekha ke kisiki shaadi ho rahi hai mai or meri mashooka bhi usi shaadi me shaamil the nikah hone k baad maine apni mashooka ke gale me bahot dur se pholo ka haar fake k gale me daal diya or public ko kahne laga dekho maine direct haar itni dur se gale me daal diya. Is khawb ki tabeer kya hai.

Answer

Is haraam ta'alluq ko taur do aur Allah Ta'ala se tauba karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.