Namaaz me shak
Question
Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Answer
Aksar pesh aata ho to taharri karo. Taharri karke namaaz parhlo. Dekho aap ki jee aur maylaan kis taraf ho to usee ke oopar binaa karke namaaz ko poori kar di jaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.