Khwaab ki ta'beer
Question
Mene khawaab main daikha ke mairay jisam se kapray utaray huway hay. Main kameez pehnane ki koshish kar rah hun aur pehni nhn ja rahi bht saray log aa rah hain kamray ki taraf aur main khof se bhaag rah hun aur chupne ki koshish kar rah hun aur kameez pehnane ki koshish main hun. Please tabeer btaien.
Answer
Eise kaamo se parhez kare jis se aap ku be izzati ka khauf ho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.