Namaaz me bure khiyaalaat ka aana
Question
Jab namaaz parta hu bura khiyaalaat aate he kabi gaaliya zehen me ghoomne lag jaati he lekin namaz ke baare me pata chal jata he ke kown si surah ki tilaawat ki ja rahi he aur marhoom khaandaan waale ke mutaalliq bure khiyaal aata he.
Answer
In khiyalaat ki taraf dhiyaan ne de. Jo alfaaz parh rahe he uski taraf jee laga kar saari khiyaal rakhe, ye soche ke Allah aapko dekh raha he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.