Khwaab ki ta'beer

· 28 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mein ksi larky ko psnd krti hun chahti hun k usi sy shadi o bs yehi meri dili khuwahish hai aur usk lye mein duaen b bht krti hun many khuwab mein apny apko yei dua mangty dekha hai k meri mangni ksi aur sy o rai hai lkn mein ro kr dua mangti hun akhri wqt tk k wo mjy mil jye..kia yeh halaal kam hai?

Answer

Apna dil us larke se hataa de. Ajnabi mard ku sochna aur muhabbat karna jaaiz nahi he. Ye sub shaytaan se he. Aap Allah Ta'ala se taubah kare aur un se duaa kare ke wo aap ku neak aur munaasib rishta naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.