Khwaab ki ta'beer

· 29 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine khuwab mein dekha k mera os larki se nikah hona ja raha hai jis se mera relationship tha pehle ab nahi mean they are our relative hmari shadi na ho saki thi or ab khuwab mein dekha k nihak hone ja rha hai per mera jagra ho raha hota hai mere bhai se to is ki kya tabeer hogi?

Answer

Purda karo apne na mahram rishtidaaro ke saath.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.