Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khawab me dekha ki maine apne 6 saal k bete k dono hath k thumb k pour kaat k alag kar diya aur iske baad maine apni ammi k bhi dono hath k thumb k pour kaat k alag kr diye.. mai khawab me bauhat bechain thi... mere samjh me nai aa raha maine ye kaisa khawab dekha mera 6 saal ka eklouta beta hai... mai apne bete aur apni ammi se be intiha mohabbat krti hon...
Answer
Paanch waqt ki namaz ku paabandi se parhe aur un ku qazha ne kare, khusoosan Fajr ki namaz.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.