Waswase se Imaan par koi asar hota?

· 4 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeedaurduwaswasasimaan

Question

Mere zehan mai Allah or Rasool (sallallahu alaihi wasallam) k bara mai buhat ganday khayal atay hain Naozobillah gustakhi walay. Mai buhat koshish ker k un se dhayan hatata hoon. Lakin Allah ka shukar hai kabhi zuban se kuch nhi kaha. Meharbani farma kr batain kia iman per kuch asar ho ga?

Answer

In wasaawis ki taraf diyaan ne de. Waswase se Imaan par asar nahi hota.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.