Khwaab ki ta'beer
Question
Mien bar bar khwab mn aik he chez dekhti hun k mera nikkah ho jata hai aur mn pachtati hun kam az kam 4 se 5 br yai khwab dekha hai .aik br dekha k zbrdasti hua, aik br dekha k majbor ker k kerwaya gaya' aur aik bar dekha k mn merzi se nikah kerti hun lekn har khuwab mn nikkah k bad pachtawa hota hai. aur mn pachtati hun k mn ny kya ker dia aur us larky ko yad ker k roti hun jis se me shadi kerna chahti hun.
Answer
Najaaiz ta'alluqaat se apne aap ku bachaaw warna pachtaawoge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.