Zer-e-naaf ke baalon ka kaatna

· 5 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamurdupubic hair40 days

Question

Ye bta dy k zair e naaf k bal katne ka sharai masail kia h r kaha kaha in balo ko katna hoga? Q k hadees me ata h k jiska mafhoom ye h k jo 40 din tk na kaate wo gunahgaar hoga le haza ye sawal mene bagair sharmey ap sy pocha h?

Answer

Wayse to saare baal ko nikaalna chaahiye khaas ke woh baal jo sharamagaah ke qareeb ho oopar aur neeche aur baaye aur daaye taraf ho, saamne aur peeche.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.