Nazar ka wazeefah
Question
Manay net pa nazar taiz karnay ka wazifa dekha h jis ma 10 10 martba sura fatiha or ikhlas ka bad sura baqra ki ayat#18 71 bar parhani h lakin manay is video k coment dekha jo ye tha k is ayat ka tarjuma to (andhay gungay bahray phir lot k nahi ayen ga) h to ye ayat is maqsad k liye parh leni chahiye ham to nazar taiz karnay k liye parhana h lakin tarjuma ma to andhay k zikar h ma pareshan hu ap meri rahnumai farmaye.
Answer
Hame in cheezo se munaasabat nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.