Biwi apne shohar ka dhoka dena
Question
Agar shohar bar bar biwi k aitbar k thais ponhchata hay tu biwi ko dhoka daita hay chup k gair mehram say mobil pay baat cheet krta hay tu biwi ko ki hukam hay k wo shohar say narazgi ikhtiar kr skti hay?
Answer
A`laa baat ye he ke apni aakhirat ko sambhale aur apni aakhirat ko sambhalne keliye sab se behtar cheez he umdah akhlaaq he. Unki kotaahiyo ki taraf tawajjuh ne kare. Apni taraf se achcha sulook, bartaao kare. Allah Ta`ala par bharosa rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.