Khwaab ki ta'beer

· 8 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Merey ek dost hein jo ladki hein. honohon ne ek khawab dekha hai. woh dekti hein k woh ghar k sehen mein seddiyon phar se uopper ki janeb chdd rahi hein aur aasman ki taraf dek rahi hein. Achnak se aasman mein bohot gehrey badal cha jatay hein and kaaly ho jaatey hein. phir woh dekti hein k baadelon ke beech se ek soorak ban jaati hai aur es soorak se ek safeed rang ki bohot khobsorat aur badda aur sehatmand goda nikal aatha hai aur zameen ki janab aah raha hai aur meri dost uodher kadi deek rahi hoti hai aur dar jaati hai k essi dooran woh neend se ott jaati hein. Meri aap se ye request hai k please aap ess khawab ki ta'abeer batha dee jeye gaa. Bohot Bohot mashkoor.

Answer

Ye zamaane ke fitne ki taraf ishaara he. Allah Ta'ala hum sub ku bachaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.