Khwaab ki ta'beer

· 10 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mere chote Bhai ko khawab aya ki ek admi jiske sath mai ek baccha bhi hai usne mere bhai ko apne sath chalne ko kaha ,mera chota bhai unke sath chala jata hai, wo use kabristan ki taraf le jate hai, tab mera bhai kabristan ko dekhkar wapas aa jata hai, wapas aakar dekhta hai ki dono hawa bankar ud gaye hai.

Aap is khawab ki taabeer kare .Hum bahut dare hue hai...

Answer

Ghalat suhbat aur ghalat dosti se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.