Khwaab ki ta'beer
Question
Ma ne khwab ma dekha ha k meri begum ne apni unglia (fingers) kaat k kisi doosray shaks k haath pe lga di hain
Answer
Paanch waqt ki namaazo par paabandi kiya jaae aur na-mahram mardo aur aurato ke dirmiyaan purdah ka ihtimaam kiya jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.