Kaafir se jaadu ka ilaaj karna

· 12 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdublack magictreatmentnon-Muslim

Question

Kya kisi kafir se jaadu wagera ka ilaaz karna .zayeez h .maslan Hindu tantrik. Kya ye shirk hoga us se ilaz karna Kyo ki buuth parasti karta h

Answer

Hindu aur ghayr Muslim umooman ghayrullah ke naam ko isti`maal karte he. Lihaaza unke paas jaana ilaaj keliye saheeh nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.