Good luck ke liye wazifa
Question
Mujhe koi wazifa bataye. Health aur good luck ke liye. common name Hamid hai to wazifa Hamid ke adad se le ya Abdul Hamid ke adad se le. Pls bataye.
Answer
Paanch waqto ki namaaz saheeh waqt par parhe aur har namaaz ke ba`d jee laga karke nadaamat ke saath istighfaar aur taubah kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.