Fardh namaaz ko khaawind ki wajah se muakhkhar karna

· 12 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ki ahammiyyaturduimportance of salaahhusband

Question

Meri waalidah keti he agar showhar biwi ko kahe ke namaaz mat parho mera kaam karo pehle to biwi ko uska hukam maanna hoga namaaz chorke ye maqaam he showhar ka? Kya ye saheeh he Islam me?

Answer

Pehle fardh namaaz parhle. Fardh namaaz ko khaawind ki wajah se muakhkhar ne kare balke usko uski waqt par parhe phir khaawind ki baat sunle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.