Khwaab ki ta'beer

· 13 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampig

Question

Khwab me maine pig ko zubah karte dekha, aur pig ka kaccha ghost bhi katarte hua dekha. is ka kis taraf ishara please batayia.

Answer

Apni nafs ke khwaahishaat ke khilaaf amal karne me Allah Ta'ala aap ki madad kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.