Khwaab ki ta'beer

· 13 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Aj kal mai bht pareshan rehti ho lagbag rat k 3 baje maine ek khawab dekha us khawab ka tabeer malum krna hai plz mere madad kariye maine khawab mai dekha mere bhai or bhabi ki shaadi horahi hai ghar mai sub khush hai per mai is shadi se khush nahi ho maine bht bola bhabi ke liye bhaiya sahi nahi hai yah khawab maine dekha or maine is hawale se kuch soch ke nahi soyatha kya matlab ho sakta hai is khawab ka unlog asliyat mai shadi shuda hai.

Answer

Allah Ta'ala khaandaan me mahabbat barhaawe owr sab ku khush rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.