Na mahram larki ka khiyaal dil se nikaalna

· 15 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduthinking of a non-mahramrepentance and tawbahpremarital relationship

Question

Mujhe ek ladki k sath relation thi.. ab unke gharme unka rishta dusrun k sath tay kiya gaya hai.. mai unku bhul mai paaraha hun.. mera unka rishta bht had tk aage tha.. is khayal se kaise bhar aana chahiye?

Answer

Aap Allah Ta'ala se tawbah kare is haraam taalluq se owr pakka azam kare ke aainda aap is gunaah me nahi phasenge. Us larki ka khiyaal apne dil se nikaalde owr namaaz ke ba'd Allah Ta'ala se dua kare ke Allah Ta'ala aap ku neak rishta naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.