Khud kushi ka khiyaalo
Question
I m trying but I am failing everytime.. larki k khayalon k wajese mai khudkhushi ki halath aake pahuncha hun aur aage apna career ku b shape nai karparaha hun..mere imtehan ki taraf b khayal nai rak paaraha hun..
Answer
Aap ke qareeb agar koi saheehul aqeedah aalim Allah waala ho uske paas jaaye aur uski baat sune aur unse mashwarah karo. Fil fowr Fazaa'il-e-A`maal aur Fazaa'il-e-Sadaqaat ki taleem subuh shaam kare aur Qur'aan ki tilaawat kare. Aysi be wuqoofi ko ne soche. Ye intihaai darje ki be wuqoofi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.