Bemari ke liye wazeefah

· 18 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaifurduwazifadiabetes

Question

Please suggest what to do... Bhout preshani hai ghr pr kuyn k mai aur mere aur doo (two) bhi doctor k pas gayay thay jahan pr doctor nai humay hepatitis B diagnose kiya ki hum teno bhi ko hepatitis B ho gaya ha ghr pr mom aur papa (Mother and father) ko b sugar yani (diabetes) hai ghr pr sb pareshaan hai. Please Mufti Sab suggest me kya kiya jayay aur kuch taweez b plz bejho hum teno bhi (three brothers) k leye aur Mother and father k leye b...

Answer

Allah Ta'ala aap lowgo ku kaamil shifa naseeb farmai. Har namaaz ke bad dua kare Allah Ta'ala se ke Allah Ta'ala aap lowgo ku kaamil shifa naseeb farmai owr Ya Salaamu ku kasrat se parhliya kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.