Khwaab ki ta'beer

· 18 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Baraye karam muje ek khuwab ki tabeer bta de me ne ek khuwab dekha k me aur meri amy jin ka intaqal ho gya he hm dono hmare ek jan,ne wale doctor he un k clinic gye kafi der tk bethe amy ne un se kuch baate ki phir wapis aa gye agle din phir khuwab me dekha k wo doctor mere ghar mera rishta mangne aaye he me dusre kamre me hu jb wo chale gye to mere bhai ne muje kamre me bulaya aur bola k doctor kal tume mangni ki anguthi pehnane aa rahe he amy bhi pas bethi thi phir bhai ne mere sir per hath rakh k pucha k tm khush ho na me ne muskura k bola jii bhai ... amy bhi boht mutmaeen nazer aa rahe thi

Answer

Allah Ta'ala aap ke dili tamanna poori farmai owr aap ku khush rakhe. Apne marhoom waalida ke lia dua kare owr esaal-e-sawaab kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.