Khwaab ki ta'beer
Question
Mai ne khwab mai dekha k mri ami ki phopo jo wafat paa chuki hain mry bary mai ami se baat kr rhi hain mai ati hn to mje kehti hain k mai tumary lie kuch lai hn phr mjy achar gosht aur b aik koi khany ki chez dti hain shayad gosht ka he koi salan, mai un se bolti hn k mai kha ln gi phr aankh khul jati hai....or mai ne ap se pochna tha k mushtaba kaam kon se hain?
Answer
Marhoom ke lia dua-e-maghfirat kare owr esaalus sawaab kare.
Mushtabah kaam wo kaam he jis se aadmi gunaah me mubtala hosakta he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.