Khwaab ki ta'beer
Question
Mein ne khuwab mein dekha ke meri mama ke triplets paida howe hein 2 betiyan aaek beta aur meri chachu ne mujhe gold ki chains di hein in bachon ko pehnane k liye. Par mein apne ghar ke halaat ki wajah se buhat na-khush hun aur apni ami ko kehti hun k ye is mahol mein kya karen ge ap e kuuch socha kyun nahi. Kuch din pehle mein ne aesa khuwab aek baar pehle bhi dekha tha os mein meri phupo aur 2 chachu k ghar bete howe the. Tab bhi mein ne khuwab mein teen bache dekhe the aur ab bhi.
Answer
1. Allah Ta'ala neak awlaad naseeb farmai.
2. Allah Ta'ala gharelu haalat ku achchi banaai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.