Biwi bachche ko chor kar jihaad ke liye jaana
Question
Aik larka jiski age 27 sal hy, 3 betay hain. (5 sal, 4 sal, 1 sal) Ghar main aik bewa walda, jwan biwi, 2 jwan ghair shadi shuda sisters hain... Kia us larkay ke liay inn sab ko akailay chorr kr kisi or mulk main jihad ke liay jana darust hy? Ghar main sirf ye aik hi mard hy.
Answer
Uske liye fardh he ke apni biwi bachche aur ghar waalo ki hifaazat kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.