Kya agar cheenk aajae dua karte waqt to ye dua ki qabooliyat ka isharah he?
Question
Mera sawaal Yeah hai k mai ne Aksar logoon se yeah kehte hoe suna hai k Agar Allah pak se dua mangi jae to Suchii niyat or khuloos dil k sath dua mangi jae,or Dua mangte Waqt Achanak cheenk aajae to Is ka Yeah dua kii qabooliyat ka isharah Hota hai. Mjhe yeah Jaanaa hai k agar doraan e Dua mangte waqt kisii Ko achanak se cheenk Aaajae, to kia Dua kii qabooliyat k aasar hote hain?
Answer
Ham ne ye baat Hadith ki kisi mu'tabar kitaab me nahi dekhi.
And Allah Ta'ala knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.