Khwaab ki ta'beer

· 28 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

"Mujhy Mujy apny ek khuwab ki tabeer pochni hai "me ek jagah mojud hoti hun or sath me ek bacha hota hai mery samny ek larka ata hai or kehta hai aao tmhara istakhara karu me kehti hun thk hai phr wo Quraan kholta hai or kehta hai parho me parhti hun sath bacha bhi ek betha parh rha hota hai phr wo larka Quran band kar deta hai or khta hai choro mera moud nhi hai btany ka phr muskurata hai kehta hai ke tmharay istkhary me "Jeem or Sheen" lfz aaya hey" baraye mehrbani mjhy es ky bary me btayen ...??

Answer

Tamaam na mahram mardo aur larko ke saat purdah ka ihtimaam kare aur gunaaho se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.