Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhe khwab ki tabeer puchni ha. Mery parents dada dada or Nana Nani hain.meri Bari behan ne khwab mai daikha k humara chota Bhai paida hua ha. Bilkul same yehi khwab mai ne daikha Tha k Mera Bhai paida hua ha. Is ka Kya Matlab hua humein bataein.
Answer
Allah Ta'ala dushwaariyo ku door farmaae aur khaandaan aur aulaad me barkat naseeb farmaae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.