Khwaab ki ta'beer

· 29 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Ma ye khwab aksar dekhti hun k mere walid sahab ka inteqal hogaya ha or sb Se ziada ma roti hun kisi ko koi dukh nhi hota ghar ma bus ma bht roti hun is khwab ki tabeer bataden ma is khwab ko subah k time hi dekhti hun..

Answer

Allah Ta'ala aap ke dil ku sukoon naseeb farmai owr aap ke marhoom waalid ki maghfirat farmai owr unku Jannat me a'la se a'la maqaam naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.