Khwaab
Question
Mein nai khwab mein daikha k barf bari ho rahe hai aur mein quetta mein hoon Achanak khabar ate hai k meray shohar ke wafaat ho gae hai mein pareshan ho jate hoon k poor zindagi choray baitay k sath kaisay guzar on ge abhe y soch rahe hote hoon k khabar ate hai k wo zinda hain
Answer
Showhar ki qadar kare, hamesha un ki khidmat kya kare owr un ke huqooq poora kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.