Khwaab

· 15 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mene apne baap ko kafan ki halat me dekha ha....is ki tabeer kya ha...?mere papa ki death ko 40 din hue hain....is ki tabeer bta dein?

Answer

Apne waalid ku yaad kare aur un ke lie duaa kare aur esaale thawaab kare. Allah Ta'ala un ki maghfirat farmaaye aur un ku Jannat me aa'la se aa'la maqaam naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.