Zer-e-naaf ke baal ko katna

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamurdupubic hairhaidh

Question

1. Haiz k ghusal ma zaire naaf or baghal k bal saaf na karen to kia paki ho jaye gi or namaz ho jati h?

2. Haiz k ghusal ma napak bal saaf karnay ka bad aglay haiz k shru honay se pahly tak jo zaire naaf or baghal ka baal atay hn wo baal saaf na karen to namaz ada ho jaye gi?

Answer

1. Jee.

2. Namaaz hojayegi lekin ye to buri baat he ke baal ko waysa chordena itne lambe arse tak. Usko saaf ne karna buri baat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.