Biwi ki na jaaiz ta'alluqaat

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturducheatingwifeadvice

Question

Meri bv k najaiz taluqat thy 1 larky se jo mene khud rangy hatho pakra, mery 2 choty bachy hen,meri bv ne mujhsy wada kiya k ayenda koe talluq nahi rakhogi us larky se mujhy sirf 1 moqa dedo, mene bv ko 1 moqa dediya, magar wo ab bhi us larky se sms me chat kerti hai, jiska saboot mery pass hai, me ab kiya karo ? me apni bv bacho ko nahi chohrna chahta, magar ye sab bhi mujhsy birdasht nahi hota, me rato ko uth k roota hon, khowab aty hein k meri bv ne ussy shadi kerli, jab k meri bv mujhy bolti hai me apsy kabhi alag nahi hogi, me bv k azdawaji taluqat theek tareeqy se poory nhi kerha tha usko time or piyar nhi deta tha, but ab bohat ziada care kerta hon, magar phir bi wo ab sms per bat kerti hai us larky se, me kiya karo ?

Answer

Unko bataao ke agar woh us larka se mahabbat karti he to aap us se izzat ke saath juda karke aur woh us larke ke saath shaadi kar sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.