Wig pahenna

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamurduwigs

Question

Kia wig pehnnay ki ijazat hai? Wig pehn kar wuzu ho sakta hai? Yani k wig par masah kia ja sakta hai?

Answer

1. Agar wig insaan ke baal se ne ho owr kuffaar ke tareeqo ke mushaabih ne ho owr aap us ke saat kisi ku dhowka nahi dete ho, to jaaiz he.

2. Aap sar par masah kare. Nakli baal par masah hota hi nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.