Khwaab

· 21 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mery khawab ki tabeer bta dain M fajar ki namaz prh k soo gae tu m dekha aik airplane ghr k upr sy guzar raha h thora sa agy ja k turn ho gya airpot ki tarf lakin na ja ska wahi ghr k pas crash ho gya.....phly m ny shukr ada kiya k hamary ghr k upr crash nhi hova ghr bach gya mery parents save hain....phr Allah sy kisi ko dukh na dainy ka sucha y khawab do bar aaya h plz tabeer bta dain

Answer

Fithne ki jago se door rahe owr apne Deen ki hifaazat ke lia fikar kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.