Hamare Walid ne apne wafat se pehle hi makaan ko hamare walida ko hadya kar deya

· 7 Jumada I 1434 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

mera swal ek makan ky mutalik hy. ham 2 bhaee aur 6 behnen hen, hamary walid ny apne wafat sy pehly he makaan ko hamare walida ko hadya kar deya tha. ab walid ke wafaat ky baad ame ny fesla kiya ky ye makan ham dono bhayoo kke milkeyat rahy ga aur ham dono bhai apne 6 behno ko ek ek lakh rupya dengy. jo ham dono bhayoo ny mill kar ada kar deya tha. ab kafe saal guzarny ky baad hamare ek behan taqseem ky us amal sy ikhtelaaf karty hoy makan ke sharee warasat ky hissy ka dawa kar rahee hy. shareat ke ro sy ab iss makan ke warasat ka kea hukam hoga?

Answer

Agar tumare baap ne (bimaar hone se pehle) apne zindagi me poora ghar tumari waalidah ko batowre hiba dediya to ye ghar baap ke meerath me daakil nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.