Khwaab

· 24 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine khawab main dekha kay rat la waqt ha or asman se aik roahni arahi ha or us main aik dunia naati hwe dwkh ri ha us main 2,3 jahaz hain aik taraf and aik taraf pani ha jis se sarah gunah wahan chalayjaengy to mjhy bary bhai ne khench k bahr layjakar asman ki taraf dekh kar bola k gunahun ki maufi manglo jaldi kun kay ye roshni aik ghanty kay liye hai to main, abu and bhai ne muafi mangi ha phr meri nazar ghr kay ander pari to mery 3choty bhai apas main pathakay pharne ki bat kary hain to main jaldi se andr gar n unko khench kay bahr lae k muafi manglo magar tab tk roshni gayab hogae thi n phr mrri 6.30 ankh khulgae

Answer

Gunaaho ki wajah se bande kis zindagi se barkat chali jaati he owr azaab aata he. Agar banda apna talluq Allah Ta'ala owr bando ke saat durust kare, to Allah Ta'ala apni rahmate owr barkate us par naazil farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.