Khwaab

· 24 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine jis din apny nakhun katy us se agli rat ko mjhy khuwab mai nazar aya k mere nakhun utny hi hy or unky ander mail jammi hui hy.. jin ko dekh mai khuwab mai hi keh rha yeh toh maine kal hi katty hy toh bry kese ho gye ik hi din mai or in mai itni mail kese aa gyi..... is khuwab ka kiya mtlb huwa??

Answer

Ayse lowgo ki suhbat se door rahe jis se aap ke deen ku nuqsaan phonch sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.