Khwaab
Question
Mene khwab dekha k 1 aadmi ne mujhe kaha ye 3 band kiye hue paper hai is mese ek kholo mene khola toh usme ek ladkay ka name likha tha jissey m jaanti hun or phir us aadmi ne kaha tbeek h is m jo nikla h wo tumhara h ab 2 doosri parchiyan kholo mene kholi to wo donon khaali theen phor us aadmi n kaha shukhar h aapne wo pehli parchi uthai nhn to aapke naseeb m koi na hota ..
Answer
Allah Ta'ala aap ke mustaqbil ku roshan farmaaye aur aap ku khush rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.