Hadith

· 27 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsHadithhadithverification

Question

Kia ye hadees sahi hai? Hazrat Muhammad salalaho alaihi walihi wasalam ne farmaya: Jo shakhs ghar ke kaamon mai apni biwi ki madad kary ghar ka kaam kary to Allah Ta'ala shohar ko 1 saal ki ibadat ka sawab deta hai. Bahawala: Baharij 13 page 133 wajamalakhbaris page 102

Answer

Hamne dekha nahi, agarche khaawind ghar ke kaam me madad karna munaasib he aur sunnat ke muwaafiq he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.